Ap Ki Ek Hansi Aur Deedar Ko Tarsa Karte Hai Hum,
Suraj Ki Dhoop Me Chandni Raat Ka Intejaar Karte Hain Hum,
Ishq Ka Andaj Hume Lafajo Me Bayan Karna Nahi Aata,
Warna Hum Bhi Batate Ki Ap Ko Kitna Pyar Karte Hai Hum…
Apne Hone Ka Ishaara De Dena,
Kabhi Guzro to Salaam Kar Dena,
Yaad Aa Jaaun Ibadat Me Agar,
To Haath Utha Ke Bas Duwa De Dena………..
Dil k har gam ko hanskar uthate chale Gaye
Rahe wafa me khud ko mitate chale Gaye
Kuch is tarahguzari hai zindagi apni
Khud roye aur sabko hasate chale Gaye…………
here is another 1..hope u all like it:
Jab Bin Baadal Barsaat Ho Jaye
Or Tumhien Raasta Na Mil Paaye
To Udaas Mat Hona
“Mere Paas Laut Aana”
Jab Saans Ki Dori Toote
Or Koi apna Tumhien Lootey
To Maayoos Mat Hona
Mere Paas Laut Aana
Jab Dil Tumhara Toote
Or Kisi Ka Sath Tum Se Chhoote
To Aanso Mat Bahana
“Meri Paas Laut Aana”
Apni Khushi Se Chor Ke Gayi Ho Tum
Mere Jazbat,Pyar,Aitbar
Ko Tor Ke Gayi Ho Tum
Phir Bhi Meri Yaad Agar Aye
Or Aankhien Tumhari Bher Ayein
To Shermindah Mat Hona
“Mere Paas Laut Aana”
Bas Itna Kehna Chahta Hoon
Ke Hamesha Intizar Karoonga
Is Kaeenat Se Ziada Pyar Karoonga
Magar Jab Tumhien Meri Yaad Aye
To Rukna Mat
“Mere Paas Laut Aana “
Zubaan hai sirf ek zariya nahi
Jo aap shabdon ko samajh payenge
Kabhi aankhon mein jhaank kar dekhieya
Hazaroon alfaaz khud ba khud bikhar jayeinge
Dil ko unse rusva hone ki kya wajah du
Saanso ko unse doori ki kya saja du
Gun ka samandar hai aage ya hai kaali raat
Aapse pyar main mili hai dil ko kuch aisi saugaat
Ab Tum Batao Kyon Mujhse Door Ho,
Milna Manzoor Nahi Ya Meri Tarah Majboor Ho.
har subha jis pal me meri khule
ye do aankhein tera chehera takti mile
neend me so bhi jau raton me jab
wo do aankhein kahin mujh me jagti mile
Dil ko chhu gayi hai aapki har baat
Dil bas chaahe aapse ek mulakaat
Dil mein hai aapke liye is kadar jazbaat
Ki pyar rahega tab tak
jab tak hai badalon mein barsaat
Sitam mat poochhiye kaise mera dildar karta hai
kabhi izhar karta hai kabhi inkar karta hai
Zubaan se haale dil izhare ulfat wo nahi karta
Nigaaho se ye lagta hai wo mujhse pyar karta hai
Na daro meri jaan aapko hai rab ka vaasta
Kadam badao dil ki taraf milega pyar ka raasta
Pyar ki raho mein ho sakta hai gum ka andhera
Par pyar ki manzil pe hi hoga dil ka savera
BIN TERE HAI JEENA MUSHKIL
TERA SAAYA BAN KE MAIN RAHOON
MAIN MUSHAFIR TU HI MANZIL
JAANE JAAN AUR MAIN KYA KAHOON
MAIN LEHER HOON TU SAHIL
MIL KE BICHHDOON AUR PHIR MILOON
TEZ HO JAB DIL KI DHADKAN
CHUP KE CHUP KE TERA NAAM LOON
Mera dil lo meri jaan lo bas de do unka pyar
Meri saanse lo meri dhadkan lo bas de do unka deedar
Meri chahat lo meri kismat lo aur de do unke dil me dastak
Yu hi raaho me palke bichhaye hum khade rahenge kab tak
Woh dil tode fir bhi dil hoye na unse khafa
Woh saath chhode fir bhi dil kare hai unse wafa
Pyar ke ilzaam mein na jaane kaun si lagegi dafa
Saja ho ya bari ho nahi hogi dil ko koi nafa
kuchh bhule hue lamhe yaad dilayenge hum
tumhare dil mein bhi khud ko hi payenge hum
zindagi mein jab bhi humein yaad karoge
DIL mein ek KASSAK si chhod jayenge hum
Koi kehta hai pyar nasha ban jata hai
koi kehta hai pyar saza ban jata hai
Par pyar karo agar sachhe dil se
to pyar jine ki wajah ban jata hai
ishq me ji gaya koi
ishq me mar gaya koi
ishq aag ka dariya tha
fir bhi utar gaya koi
ishq me zakhmo ka kissa purana hai
zakhm kar gaya koi
zakhm bhar gaya koi
kabhi kabhi teri yaadein khamosh kar deti hai
to kabhi mujhe satane lagti hai
kya kahu tumhari yaadon ko
asar dil pe magar surat ankho me najar aati hai
jo nahi ata uska intezar kyo hota hai
kisi ke liye apna ye hal kyu hota hai
yu to duniya me kafi log pyare hai
par jo nahi milta usi se pyar kyu hota hai
Aap Hame Rulado Hame Gam Nahi
Aap Hame Bhulado Hame Koi Gam Nahi
Jis Din Humne Aap Ko Bhula Diya
Smaj Lena Is Duniya Me Hum Nahi…
Chahe Wafa Me Thokre Khate Raho,
Fir Bhi Rasme Wade Nibhate Raho.
Yahi To Ishq Ka Dastoor Hai Yaaro,
Ki Jakhm Khate Raho Aur Bas Muskurate Raho….
TERI MUSKURAHAT MERI PEHCHHAN HAI
TERI KHUSHI MERI JAAN HAI
KUCH BHI NAHI MERI ZINDAGI BUS ITNA SAMAJH LE
KI TERA PYAR HI MERI SHAAN HAI
Zubaan hai sirf ek zariya nahi
Jo aap shabdon ko samajh payenge
Kabhi aankhon mein jhaank kar dekhieya
Hazaroon alfaaz khud ba khud bikhar jayeinge
KAB DIL UNKI YAAD ME CHOOR NAHI HOTA
KAB UNSE MILNE KO DIL MAJBOOR NAHI HOTA
YEH SACH HAI ZINDAGI MEIN DIL USIKA TUTA HAI
JISKA KOI KASOOR NAHI HOTA.
Khushi se dil ko aabad karna…
Aur gham ko dil se azad karna,
Hamari bus itni gujarish hai ke hame bhi Din me ek baar YAAD karna…
Koi Es Tarha Muj Say Payar Kry
Main Jhot B Bolon Tau Aitbar Kry
Apni Chahat Ka B Muj Say Izhar Kry,
Jan Wo Jan E Ada Muj Py Nisar Kry.
Wo Mujy Chahy Tau Toot Kr Chahy,
Payar Wo Muj Say Be Shumar Kry.
Mery Bina Na Bany Farmula E Ishq,
Main Kahoon Tau Do Or Do Char Kry.
Dost Teri Hasrtoon Ko Mera Salam Hy,
Pagal He Hoga Koi Jo Tuj Say Payar Kry…..
badi muddat hui mai ne tumhara intizaar kiya
abke baras mulaqat hui to tumhe pehchan nahi paaye
muhabbat meri sachchi thi us me koii shak nahi
yaadein to gehri hai bas tasweer teri dhundlaa gaii
izhar-e-muhabbat sunne ko
mere kaan taraste rehte hai
teri ankhau ko to samajh gaye
tere dil ka haal zubaani sunne ko
meri jaan taraste rehte hai
kabhi naram naram si subho me
kabhi raat ke thande lamhe me
ye baat zunbaani keh dena
apna izhaar kar lena
mera iqraar bhi saath sun lena
izhar-e-muhabbat sunne ko
mere kaan taraste rehte hai
sharam ayi hume is shiddat se
ke hum nazre jhuka baithe
jab wo hame dekhne ke khatir
hamara chilman utha baithe
apne dil se tu mere dil ki baat samajh le
meri ankhau se tu mere dil ka haal samajh le
badi tanha hu mai zindagi ki mehfil me
mujhe tu apne sahare ki talabgaar samajhle
mere labau ko tu khamosh hi rehne de
unko janbish du, tu mujh se ye guzarish na kar
badi muddat hui kisi ki chahat hui naseeb
tu mujh ko apni muhabbat ka talabgaar samajhle
mere wajood pe tu kar ek ehsaan sahi
tere bagair ab mera hoga na guzara kahi
apne dil ke kisi taikhaane me mujhe qaid karke
mujhe bahut mamnoon aur shukr guzaar samajhle
Ulfat hui hai jab se rooth jaane ko jee karta hai,
Aaj phir tere pehloo me simatne ko jee karta hai.
Jis per naam likha hai tumene wo dil seene me hamara hai,
Ruthe nahi hum, ye to dard de raha sine mein dil tumhara hai
Ruth jao tum mana lenge hum,
Dur jao kitna bhi paas bula lenge hum,
Dil aakhir dil hai koi samandar ki ret nahi,
Ke likh kar naam APKA mita denge hum.
tumse is qadar mujhe muhabbat kyu hai
mere dil me tere liye itni chahat kyu hai
sadaqat se bhara hai mere pyaar ka jazbaa
teri har ek adaa me mere liye itni latafat kyu hai
muhabbat mere dil me tere liye Allah ki neymat hai
ye inaam hai khuda ka aur uski rehmat hai
mujhe bhulaye nahi bhulta teri chahatau ka alam
mera tan man sab teri hi amaanat hai
Tumhe chahte hain yeh tho kaha na tha lekin
meri aankhon ne jataya tho hoga
tumhe dekhkar jo rang cha jaathi thi is chehre par
usne ayeena ban kar pehchaan tho kariyi hogi mujse
yeh kaise hua
na tumne kuch kaha
na humne kuch kaha
yeh kaisee dastaan chal padi hai
ki aahat kahin se aaye
tum tho aye na hoge mera dil hi zor se dhadka hoga…..
Har sham ke bad raat aati hai,
Har baat ke bad tumhari yaad aati hai,
Chup reh ker bhi dekh liya humne,
Khamoshion se bhi tumhari awaz aati hai.
soye hai bekhabar se wo, neend hamaree lootkar
ki es husn par mit jane ko jee chahta hai
tujhe choone ke bad koi aur na choo payega mere daman ko
tujhe choo kar ye kasam khane ko jee chahata hai
chand chehra hai tera aur nazar hai bizlee
ki har ek ada par lut jane ko jee chahta hai
esake aage ka nazm rakhle ee dil kal ke liye
kal phir esi bazm mein aane ko jee chahta hai
tumhari bahau me sar chupane ko ji chahta hai
tere paas ane ko ji chahta hai
labau pe tabassum nigahau me chahat
teri surat ko dil me basane ko ji chahta hai
duri sitam hai aur tu hai sitamgar
ye duri mitane ko ji chahta hai
muhabbat me tere ajab meri halat
ke aansu bahane ko ji chahta hai
hum to apna dil kabka gawaaye baithe hai
ek shaks hai jis pe jaa lutaaye baithe hai
usi ki tasweer meri aankhau me jhalakti hai
usi ki yaad dil me khushi ki umang laati hai
wahi hai jis ne apnaaya hai mujhe shiddat se
wahi hai jis ke sapnau me meri raatein guzarti hai
mere din bhi usi ke hai meri shaame bhi uski hai
usi ke pyaar se hardam meri saasein mehekti hai
meri maasoomiat bhi uski
meri dillagi bhi uske liye
ye baarish bhi mujhe uski hi yaad dilaati hai
ye hawaye bhi mujhe uska ehsaas dilaati hai
Allah ka shukr hai usne nawaza aise saathi se
Allah ki hai neymat hai zindagi me mere khushiya
usi ki zaat pe mai ne tawakkal kiya hai har waqt
mera saathi bhi hai badla meri duwawo aur ibadat kaa
Dil na kissi se laga lena
ishq mein na khud ko mita lena
Tujhe Baarishein achi lagti hainNa
Aansoon ko saathi bana LenaTujhe Mohabbat hai Thandi
Hawaon seKahin Aahon ko na apna lenaYeh Masoomiat
Teri Zebaaish HaiIs Masoomiat ko na Ganwa
LenaAey Khush Rehne Wali LarkiDil na Kissi se Laga Lena
Kaisa suhana manzar
Kaisa suhana mosam
Khushkun bada samaa hai
Jhoome ye dil mera hai
Baarish bhi horahi hai
Hawaye bhi chal rahi hai
Bheegi si ye zamee bhi
Aaj jii uthi hai
Kaisi ye dillagi hai
Kaisi ye aashiqi hai
Ye mosam bhi mujhko
Dilaaye yaad teri hai